Breakup Shayari, Mohabbat Nakaam Ho Jaye
Relationship Breakup Shayari for Boys and Girls
Advertisement
Kabhi Aansoo, Kabhi Sajde,
Toh Kabhi Hathhon Ka Uthh Jana,
Mohabbat Nakaam Ho Jaye,
Toh Rab Bahut Yaad Aata Hai.
कभी आँसू, कभी सजदे,
तो कभी हाथों का उठा जाना,
मोहब्बत नाकाम हो जाए,
तो रब बहुत याद आता है।
Advertisement
Yeh Aur Baat Ki Chaahat Ke
Zakhm Gehre Hain,
Tujhe Bhulane Ki Koshish Toh
Varna Ki Hai Bahut.
यह और बात की चाहत के
ज़ख्म गहरे हैं,
तुझे भुलाने की कोशिश तो
वर्ना की है बहुत।
Yoon Na Barbad Kar Mujhe
Baaz Aa Dil Dukhane Se,
Main Insan Hoon Patthar Bhi
Toot Jata Hai Aazmane Se.
यूँ न बर्बाद कर मुझे
बाज़ आ दिल दुखाने से,
मैं इंसान हूँ पत्थर भी
टूट जाता है आज़माने से।