Ek Bewafa Ka Ahd-e-Wafa
Bewafai Shayari Hindi Status in Two Line for Whatsapp
Advertisement
Barse Bagair Hi Jo Ghataa Aakar Nikal Gayi,
Ek Bewafa Ka Ahd-e-Wafa Yaad Aa Gaya.
बरसे बगैर ही जो घटा आकर निकल गयी,
एक बेवफा का अहद-ए-वफ़ा याद आ गया।

Wo Poochhti Thi Aksar Maine Samjha Nahi,
Hum Kisi Aur Ke Ho Jayein To Kya Karoge?
वो पूछती थी अक्सर मैंने समझा नहीं,
हम किसी और के हो जाएं तो क्या करोगे?
Advertisement
Iss Qadar Musalsal Thin Shiddatein Judai Ki,
Aaj Pehli Baar Uss Se Maine Bewafai Ki.
इस क़दर मुसलसल थीं शिद्दतें जुदाई की,
आज पहली बार उससे मैंने बेवफ़ाई की।
Mohabbat Mein Suno Tum Khud To Bewafa Ho,
Woh Jo Bichhda To Tum Mar Kyun Na Gaye?
मोहब्बत में सुनो तुम खुद तो बेवफा हो,
वह जो बिछड़े तो तुम मर क्यों न गए?