Had Baaki Hai Mujhe Todne Ki
दिल टूटने की शायरी हिंदी में
Advertisement
इतनी क्या जल्दी है मुझे छोड़ने की,
अभी तो हद बाकी है मुझे तोड़ने की।
Itni Kya Jaldi Hai Mujhe Chhodne Ki,
Abhi To Had Baaki Hai Mujhe Todne Ki.
अजीब है मोहब्बत के दस्तूर भी,
रूठ कोई जाता है, टूट कोई जाता है।
Ajeeb Hai Mohabbat Ke Dastoor Bhi,
Roothh Koi Jaata Hai, Toot Koi Jaata Hai.
इस तरह से छोड़ दिया उसने मुझे,
जैसे रास्ता हो कोई गुनाह का।
Iss Tarah Se Chhod Diya Usne Mujhe,
Jaise Raaste Ho Koyi Gunaah Ka.
Advertisement
जब लोगों के दिल भर जाते हैं,
तो बहाने अपने आप मिल जाते है।
Jab Logon Ke Dil Bhar Jaate Hain,
To Bahaane Apne-Aap Mil Jaate Hain.