Sad Friendship Shayari, Dosti Ka Naam BadNaam
Sad Friendship Hindi Quotes in Two Line
Aao Tallukaat Ko Kuchh Aur Naam Dein,
Ye Dosti Ka Naam Toh BadNaam Ho Gaya.
आओ ताल्लुकात को कुछ और नाम दें,
ये दोस्ती का नाम तो बदनाम हो गया।
Bichhad Ke Toh Khat Bhi Na Likhe Yaaron Ne,
Kabhi Kabhi Ki Adhoori Si Baat Se Bhi Gaye.
बिछड़ के तो खत भी न लिखे यारों ने,
कभी कभी की अधूरी सी बात से भी गए।
Raas Kyon Dosti Kisi Ki Aayi Na Humko,
Hum Ne Har Taur Se Nibhaa Kar Dekhi.
रास क्यों दोस्ती किसी की आई न हमको,
हम ने हर तौर से निभा कर देखी।
Kya Pata Tha Dost Aise Bhi Dagaa De Jayega,
Mere Dushman Ko Mere Ghar Ka Pata De Jayega.
क्या पता था दोस्त ऐसे भी दगा दे जाएगा,
मेरे दुश्मन को मेरे घर का पता दे जाएगा।
Dost Bankar Bhi Nahi Sath Nibhane Wala,
Wahi Andaz Hai Zalim Ka Zamane Wala.
दोस्त बनकर भी नहीं साथ निभानेवाला,
वही अंदाज है जालिम का जमाने वाला।
Puraane Yaar Bhi Aapas Mein Ab Nahin Milate,
Na Jaane Kaun Kahaan Dil Laga Ke Baith Gaya.
पुराने यार भी आपस में अब नहीं मिलते,
न जाने कौन कहाँ दिल लगा के बैठ गया।