Insult Sms, Seeng Aur Poonchh Ki Kami
Four Liner Funny Insult Sms in Hindi
Advertisement
Aasmaan Jitna Neela Hai,
SurajMukhi Jitna Peela Hai,
Paani Jitna Geela Hai,
Aapka Screw Utna Hi Dheela Hai.
आसमान जितना नीला है,
सूरजमुखी जितना पीला है,
पानी जितना गीला है,
आपका स्क्रू उतना ही ढीला है।
Advertisement
Kamaal Tere Nakhre,
Kamaal Ka Tera Style Hai,
Baat Karne Ki Tameej Nahi,
Aur Haath Mein Mobile Hai.
कमाल तेरे नखरे,
कमाल का तेरा स्टाइल है,
बात करने की तमीज नहीं,
और हाथ में मोबाइल है।
Tareef Ke Qabil Hum Kahan,
Charcha Toh Aapki Chalti Hai,
Sab Kuchh Toh Hai Aapke Paas,
Bas Seeng Aur Poonchh Ki Kami Khalti Hai.
तारीफ के काबिल हम कहाँ,
चर्चा तो आपकी चलती है,
सब कुछ तो है आपके पास,
बस सींग और पूंछ की कमी खलती है।