Jiske Aane Se Mere Jakhm Bhara Karte The,
Ab Wo Mausam Mere Jakhmo Ko Haraa Harte Hain.
जिसके आने से मेरे जख्म भरा करते थे,
अब वो मौसम मेरे जख्मों को हरा करता है।
Mausam Ki Misaal Dun Ya Naam Lu Tumhara,
Koi Puchh Baitha Hai Badalna Kisko Kehte Hai.
मौसम की मिसाल दूँ या नाम लूँ तुम्हारा,
कोई पूछ बैठा है बदलना किसको कहते हैं।
Tabdeeli Jab Bhi Ati Hai Mausam Ki Adaaon Mein,
Kissi Ka Yun Badal Jana Bahut Hi Yaad Aata Hai.
तब्दीली जब भी आती है मौसम की अदाओं में,
किसी का यूँ बदल जाना बहुत तकलीफ देना है।
Kuchh Toh Tere Mausam Hi Mujhe Raas Kam Aaye,
Aur Kuchh Meri Mitti Mein Bagawat Bhi Bahut Thi.
कुछ तो तेरे मौसम ही मुझे रास कम आए,
और कुछ मेरी मिट्टी में बग़ावत भी बहुत थी।
Kuchh Toh Hawa Bhi Sard Thi Kuchh Tha Tera Khayal Bhi,
Dil Ko Khushi Ke Saath Saath Hota Raha Malaal Bhi.
कुछ तो हवा भी सर्द थी कुछ था तेरा ख़याल भी,
दिल को ख़ुशी के साथ साथ होता रहा मलाल भी।
Hindi Mein Garmi Ke Dohe
December Shayari Collection | दिसम्बर शायरी