
Achhi Surat Nazar Aate Hi Machal Jata Hai,
Kisi Aafat Mein Na Daal De Dil-E-Nashad Mujhe.
अच्छी सूरत नज़र आते ही मचल जाता है,
किसी आफ़त में न डाल दे दिल-ए-नाशाद मुझे।
Yeh Toh Nahi Ki Tum Sa Jahan Mein Haseen Nahi,
Iss Dil Ka Kya Karoon Yeh Behalata Kahin Nahi.
ये तो नहीं कि तुम सा जहान में हसीन नहीं,
इस दिल का क्या करूँ ये बहलता कहीं नहीं।
