Kisi Ki Yaad Ko Dil Mein Basa Ke Roye Hain,
Kisi Ki Tasveer Ko Seene Se Laga Ke Roye Hain.
किसी की याद को दिल में बसा के रोये हैं,
किसी की तस्बीर को सीने से लगा के रोये हैं।
Jo Wada Kiya Tha Hum Ne Kisi Ke Saath,
Uss Wade Ko Dil Se Nibha Ke Roye Hain.
जो वादा किया था हम ने किसी के साथ,
उस वादे को दिल से निभा के रोये हैं।
Jis Shakhs Ko Humari Jarurat Hi Nahi Thi,
Hum Uss Shakhs Ko Apni Aarzoo Bana Ke Roye Hain.
जिस शख्स को हमारी ज़रुरत ही नहीं थी,
हम उस शख्स को अपनी आरजू बना के रोये हैं।
Jis Ne Humein Apne Qadmon Tale Bhi Jagah Na Di,
Hum Uss Shaksh Ko Palko Pe Bitha Ke Roye Hain.
जिस ने हमें अपने क़दमों तले भी जगह न दी,
हम उस शख्स को पलकों पे बिठा के रोये हैं।
Sad Shayari, Haseen ilzaam Tha Tera Naam
Sad Shayari, Meri Tumhare Liye Tadap