Sad Shayari for Boys, Zamane Ki Thhokarein
Heart Touching Sad Shayari in Hindi for Boys
Jiske Naseeb Mein Hon Zamane Ki Thhokarein,
Uss BadNaseeb Se Na Sahaaron Ki Baat Kar.
जिसके नसीब मे हों ज़माने की ठोकरें,
उस बदनसीब से ना सहारों की बात कर।

Bula Raha Hai Kaun MujhKo Uss Taraf,
Mere Liye Bhi Kya Koi Udaas BeKaraar Hai.
बुला रहा है कौन मुझको उस तरफ,
मेरे लिए भी क्या कोई उदास बेक़रार है।
Hum Par Jo Gujri Hai Tum Kya Sun Paaoge,
Nazuk Sa Dil Rakhte Ho Rone Lag Jaaoge.
हम पर जो गुजरी है, तुम क्या सुन पाओगे,
नाजुक सा दिल रखते हो, रोने लग जाओगे।
Khamoshiyan Wahi Rahi Ta-Umra Darmiyaan,
Bas Waqt Ke Sitam Aur Haseen Hote Gaye.
खामोशियाँ वही रही ता-उम्र दरमियाँ,
बस वक़्त के सितम और हसीन होते गए।

Muddatein Beet Gayin Khwaab Suhana Dekhe,
Jaagta Rahta Hai Har Neend Mein Bistar Mera.
मुद्दतें बीत गई ख्वाब सुहाना देखे,
जागता रहता है हर नींद में बिस्तर मेरा।