Sad Shayari, Mohabbat Ke Zakhm
Best Sad Shayari in Hindi
किसी भी मौसम में खरीद लीजिये जनाब,
मोहब्बत के जख्म तरो-ताजा ही मिलेंगे।
Kisi Bhi Mausam Mein Khareed Leejiye Janaab,
Mohabbat Ke Zakhm Taro-Taaza Hi Milenge.

उलझी निगाहों से मुसलसल मुझे देखता रहा,
आईने में खड़ा शख्स परेशान बहुत था।
Uljhi Nigaahon Se Musalsal Mujhe Dekhta Raha,
Aayine Mein Khada Shakhs Pareshaan Bahut Tha.
भीड़ बहुत है इस मोहब्बत के शहर में,
एक बार जो बिछड़ा वो दोबारा नहीं मिला।
Bheed Bahut Hai Iss Mahobat Ke Shaher Mein,
Ek Baar Jo Bichhda Wo Dobaara Nahi Milta.
तेरी मोहब्बत से लेकर तेरे अलविदा कहने तक,
मैंने सिर्फ तुझे चाहा तुझसे कुछ नहीं चाहा है।
Teri Mohabbat Se Le Kar Tere Alvida Kehne Tak,
Maine Sirf Tujhe Chaaha Tujh Se Kuchh Nhi Chaha.
हर तरफ छा गए पैगाम-ए-मोहब्बत बनकर,
मुझसे अच्छी रही किस्मत मेरे अफसाने की।
Har Taraf Chha Gaye Paigaam-e-Mohabbat Bankar,
Mujhse Achchhi Rahi Kismat Mere Afsaane Ki.
ये किस मोड़ पर तुम्हें बिछड़ने की सूझी,
मुद्दतों बाद तो संवरने लगे थे हम।
Ye Kis Mod Par Tumhein Bichhadne Ki Soojhi,
Muddaton Baad To Sanvarne Lage The Hum.