Wo Mohabbat Nahi Rahi
Shayari Sad Status in Two Lines
Pehle Sa Wo Junoon, Wo Mohabbat Nahi Rahi,
Kuchh-Kuchh Sambhal Gaye Hain, Unki Duaa Se Hum.
पहले सा वो जुनून, वो मोहब्बत नहीं रही,
कुछ-कुछ संभल गए हैं, उनकी दुआ से हम।

Tere Samne Zindagi Padi Hai Gujarne Ke Liye,
Main To Likh Kar Mitaya Huaa Ek Naam Hoon.
तेरे सामने जिन्दगी पड़ी है गुजारने के लिए,
मैं तो लिख कर मिटाया हुआ एक नाम हूँ।
Shayari Sad in Two Lines
Wahi Hai Shaam Wahi KhushGawaar Mausam Phir,
Main Kar Raha Hoon Meri Khwahishon Ka Maatam Phir.
वही है शाम वही खुशगवार मौसम फिर,
मैं कर रहा हूँ मेरी ख्वाहिशों का मातम फिर।
Aaj Tu Mehfil-e-Yaraan Pe Hai Maghroor Bahut,
Jab Kabhi Toot Ke Bikhrega To Yaad Aaunga.
आज तू महफिल-ए-यारां पे है मगरूर बहुत,
जब कभी टूट के बिखरेगा तो याद आऊंगा।
Main Uss Ki Aankh Mein Aankhein Bhi Dalta Kaise,
Jo Paas Reh Ke Bhi Mujh Se Najar Bachaane Lage.
मैं उस की आँख में आँखें भी डालता कैसे,
जो पास रह के भी मुझ से नजर बचाने लगे।
Chupchap Gujar Ja Meri Dahleej Se Ai Mohabbat,
Dastak Tere Hatho Ki Badi Jaanlewa Hai.
चुपचाप गुजर जा मेरी दहलीज से ऐ मोहब्बत,
दस्तक तेरे हाथों की बड़ी जानलेवा है।