Sadness Shayari, Afsos Teri Aankh Ne

Shayari about Sadness of Affectionate

Advertisement

Patthar Samajh Kar Paanv Se Thhokar Laga Di,
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe,
Kya-Kya Umeedein Bandh Kar Aaya Tha Samne,
Usne Toh Aankh Bhar Ke Bhi Dekha Nahi Mujhe.
पत्थर समझ कर पाँव से ठोकर लगा दी,
अफसोस तेरी आँख ने परखा नहीं मुझे,
क्या क्या उमीदें बांध कर आया था सामने,
उसने तो आँख भर के भी देखा नहीं मुझे।

Sad Shayari, Afsos Teri Aankh Ne

Advertisement

Zindagi Sirf Isee Dhun Mein Gujare Jayein,
Bas Tera Naam, Tera Naam Pukare Jayein,
Jab Yeh Tay Hai Ke Yahan Koi Nahin Aayega,
Kis Ki Khatir Dar-O-Deewar Sanware Jayein.
ज़िंदगी सिर्फ इसी धुन में गुजारे जायें,
बस तेरा नाम, तेरा नाम पुकारे जायें,
जब ये तय है कि यहाँ कोई नहीं आएगा,
किस की खातिर दर-ओ-दीवार सँवारे जायें।
~ Adeem Hashmi

Uska Chehra Bhi Sunaata Hai Kahani Uski,
Chahte Hain Ke Sunoo Uss Se Jubaani Uski.
Wo SitamGar Hai Toh Ab Uss Se Shikayat Kaise,
Aur Sitam Karna Bhi Aadat Hai Purani Uski.
उसका चेहरा भी सुनाता है कहानी उसकी,
चाहते हैं कि सुनूँ उस से ज़ुबानी उस की,
वो सितमगर है तो अब उससे शिकायत कैसी,
और सितम करना भी आदत है पुरानी उसकी।
~ Rehana Qamar

Advertisement

Sad Shayari, Toh Cheekh Uthhe

Sad Shayari, Talkhiyan Hi Raas Aayin

Comments