Ishq Ke Anjaam Se Darr Lagta Hai
Very Sad Shayari in Hindi for Instagram
Advertisement
रोज ढलती हुई शाम से डर लगता है,
अब मुझे इश्क के अंजाम से डर लगता है,
जब से मिला है धोखा इस इश्क़ में,
तब से इश्क़ के नाम से भी डर लगता है।
Roj Dhhalti Hui Shaam Se Darr Lagta Hai,
Ab Mujhe Ishq Ke Anjaam Se Darr Lagta Hai,
Jab Se Mila Hai Dhokha Iss Ishq Mein,
Tab Se Ishq Ke Naam Se Bhi Darr Lagta Hai.
Advertisement
ऐसा नहीं कि उनसे मोहब्बत नहीं रही,
जज़्बात में वो पहली सी शिद्दत नहीं रही,
सर में वो इंतज़ार का सौदा नहीं रहा,
दिल पर वो धडकनों की हुकूमत नहीं रही।
Aisa Nahi Ki Unse Mohabbat Nahi Rahi,
Jazbat Mein Wo Pehli Si Shiddat Nahi Rahi,
Sar Mein Wo Intezar Ka Sauda Nahi Raha,
Dil Par Wo Dhadkano Ki Hukoomat Nahi Rahi.