Humein Apne Ghar Se Chale Hue,
Sar-e-Raah Umar Gujar Gayi,
Na Koi Justjoo Ka Sila Mila,
Na Safar Ka Haq Hi Adaa Hua.
हमें अपने घर से चले हुए,
सरे राह उमर गुजर गई,
न कोई जुस्तजू का सिला मिला,
न सफर का हक ही अदा हुआ।
Kahin Kisi Roj Yun Bhi Hota,
Humari Haalat Tumhari Hoti,
Jo Raat Humne Gujari Tadap Kar,
Woh Raat Tumne Gujari Hoti.
कहीं किसी रोज़ यूँ भी होता,
हमारी हालत तुम्हारी होती,
जो रात हमने गुजारी तड़प कर,
वो रात तुमने गुजारी होती।
Naseeb Apna Asar Har Haal Mein,
Dikhla Hi Jata Hai,
Chalo Kitna SambhalKar,
Paaon Thhokar Kha Hi Jata Hai.
नसीब अपना असर हर हाल में
दिखला ही जाता है,
चलो कितना संभलकर
पाँव ठोकर खा ही जाता है।
Sad Shayari, Barbadiyon Ke Jashn Mein
Sad Shayari, Bikhri Kitaabein Bheege Palak