Ranjish Hi Sahi Dil Ko Dukhane Ke Liye Aa,
Aa Phir Se Mujhe Chhod Jaane Ke Liye Aa.
रंज़िश ही सही दिल को दुखाने के लिए आ,
आ फिर से मुझे छोड़ जाने के लिए आ।
Ek Jhalak Dekh Lein TujhKo Toh Chale Jayenge,
Kaun Aaya Hai Yahan Umr Bitaane Ke Liye.
इक झलक देख लें तुझको तो चले जाएंगे,
कौन आया है यहाँ उम्र बिताने के लिए।
Tum Bhi Kar Ke Dekh Lo Mohabbat Kisi Se,
Jaan Jaoge Ki Hum Muskurana Kyun Bhul Gaye.
तुम भी कर के देख लो मोहब्बत किसी से,
जान जाओगे कि हम मुस्कुराना क्यों भूल गए।
Aisa Nahi Ki Dil Mein Teri Tasbir Nahi Thi,
Par Haathon Mein Tere Naam Ki Lakeer Nahi Thi.
ऐसा नहीं कि दिल में तेरी तस्वीर नहीं थी,
पर हाथो में तेरे नाम की लकीर नहीं थी।
Unhi Raston Ne Jin Pe Kabhi Tum Sath The Mere,
Mujhe Rok Rok Puchha Tera Humsafar Kahan Hai.
उन्हीं रास्तों ने जिन पे कभी तुम साथ थे मेरे,
मुझे रोक रोक के पूछा तेरा हमसफ़र कहाँ है।
Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhe Parh Na Sakoge,
Barsaat Mein Kagaz Ki Tarah Bheeg Gaya Hoon.
रहने दो अब कि तुम भी मुझे पढ़ न सकोगे,
बरसात में कागज़ की तरह भीग गया हूँ।
Sad Shayari, Chaman Mein Guzara Nahi
Shayari Sad, Barbaad Huye Mohbbat Mein