Sad Shayari, Teer Jigar Ke Paar
Hindi Shayari Very Sad and Heart Touching

Woh Jiska Teer Chupke Se Jigar Ke Paar Hota Hai,
Woh Koyi Gair Hota Nahi Apna Rishtedaar Hota Hai,
Kisi Se Apne Dil Ki Baat Tu Kehna Na Bhule Se,
Yeha Khat Bhi Zara Si Der Mein Akhbar Hota Hai.
वो जिसका तीर चुपके से जिगर के पार होता है,
वो कोई गैर होता नहीं अपना रिश्तेदार होता है,
किसी से अपने दिल बात तू कहना न भूले से,
यहाँ ख़त भी ज़रा सी देर में अखबार होता है।
Bahut Lehron Ko Pakda Dubne Wale Ke Haathon Ne,
Yehi Bas Ek Dariya Ka Nazara Yaad Rehta Hai,
Main Kis Teji Se Zinda Hun Maine Yeh Bhool Jata Hun,
Nahi Aana Iss Duniya Mein Dobara Yaad Rehta Hai.
बहुत लहरों को पकड़ा डूबने वाले के हाथों ने,
यही बस एक दरिया का नज़ारा याद रहता है,
मैं किस तेज़ी से ज़िंदा हूँ मैं ये भूल जाता हूँ,
नहीं आना इस दुनिया में दोबारा याद रहता है।