Two Line Shayari, Chirag Aur Hawa
Beautiful Two Line Shayari about Chirag and Hawaa

Hawa Se Kah Do Khud Ko Aazma Ke Dikhaye,
Bahut Chirag Bujhati Hai Ek Jala Ke Dikhaye.
हवा से कह दो खुद को आज़मा के दिखाये,
बहुत चिराग बुझाती है एक जला के दिखाये।
Jo Roshani Me Khade Hain Wo Jante Hi Nahi,
Hawaa Chale To Chairagon Ki Zindgi Kya Hai.
जो रोशनी में खड़े हैं वो जानते ही नहीं,
हवा चले तो चरागों की जिंदगी क्या है।
Bujhne Se Jis Chiraag Ne Inkaar Kar Diya,
Chakkar Laga Rahi Hai Hawa Usi Ke Aas-Paas.
बुझने से जिस चिराग ने इंकार कर दिया,
चक्कर लगा रही है हवा उसी के आस-पास।
Diya Bujhaane Ki Fitrat Badal Bhi Sakti Hai,
Koi Chirag Hawa Pe Dawaab Toh Daale.
दिया बुझाने की फितरत बदल भी सकती है,
कोई चराग हवा पे दवाब तो डाले।
Tumhara Sirf Hawaaon Pe Shaq Gaya Hoga,
Chirag Khud Bhi Toh Jal-Jal Ke Thak Gaya Hoga.
तुम्हारा सिर्फ हवाओं पे शक़ गया होगा,
चिराग़ खुद भी तो जल-जल के थक गया होगा।