Two Line Khushi Shayari Collection
Nice Two Line Shayaris about Happiness
Uske Haatho Ka Khilona Hi Sahi Khush Hu Main,
Kuchh Der Ke Liye Hi Sahi Mujhe Chahta Toh Hai.
उसके हाथों का खिलौना ही सही खुश हूँ मैं,
कुछ देर के लिए ही सही मुझे चाहता तो है।
Udaasiyo Ki Wajah Toh Bahut Hain Zindagi Main,
Bewajah Khush Rehne Ka Majaa Hi Kuchh Aur Hai.
उदासियों कि वजह तो बहुत हैं ज़िंदगी में,
बेवजह खुश रहने का मजा ही कुछ और है।
Jis Ko Khush Rehne Ke Samaan Mayassar Sab Hon,
Usko Khush Rehna Bhi Aaye Yeh Zaroori Toh Nahi.
जिसको खुश रहने के सामन मयस्सर हों सब,
उसको खुश रहना भी आये ये जरूरी तो नहीं।
Jab Itni Khushian Mil Jayein Ki Lage Main Aur Kya Maagun,
Phir Apni Duaaon Mein Mujhe Tum Yaad Kar Lena.
जब इतनी खुशियाँ मिल जायें कि लगे मैं और क्या माँगूं,
फिर अपनी दुआओं में मुझे तुम याद कर लेना।