Welcome Shayari, Aaye Hain Woh Milne
Warm Welcome Shayari for Someone Special
Advertisement

Chaandni Raat Badi Der Ke Baad Aayi,
Yeh Mulakaat Badi Der Ke Baad Aayi,
Aaj Aaye Hain Woh Milne Muddat Ke Baad,
Aaj Ki Raat Badi Der Ke Baad Aayi.
Advertisement
चाँदनी रात बड़ी देर के बाद आयी,
ये मुलाक़ात बड़ी देर के बाद आयी,
आज आये हैं वो मिलने मुद्दत के बाद,
आज की रात बड़ी देर के बाद आयी।