Bewafai Shayari, Ki Woh Bewafa Nikle
Hindi Bewafa Shayari for Girlfriend or Boyfriend
Main Chaahta Bhi Yahi Tha Woh Bewafa Nikle,
Use Samajhne Ka Koi Toh Silsila Nikle.
मैं चाहता भी यही था वो बेवफा निकले,
उसे समझने का कोई तो सिलसिला निकले।

Dil Bhi Toda To Saleeke Se Na Toda Tumne,
Bewafai Ke Bhi Aadab Hua Karte Hain.
दिल भी तोड़ा तो सलीके से न तोड़ा तुमने,
बेवफाई के भी आदाब हुआ करते हैं।
Mere Pyaar Ki Majaar To Aaj Bhi Wahi Hai,
Bas Tere Sajade Ki Jagah Badal Gayi.
मेरे प्यार की मजार तो आज भी वही है,
बस तेरे ही सजदे की जगह बदल गयी।
Ek Muddat Mein Parakhne Ka Shaur Aata Hai,
Bewafa Keh Doon Unhein Pehli Nazar Mein Kaise.
एक मुद्दत में परखने का शऊर आता है,
बेवफा कह दूँ उन्हें पहली नजर में कैसे।
Ek Hum Hain Jo Tere Baad Naa Jee Paayenge,
Ek Tum Ho Ke Naya Ishq Karoge, Kal Se.
एक हम हैं जो तेरे बाद न जी पाएंगे,
एक तुम हो कि नया इश्क करोगे, कल से।