Welcome Shayari, Kabhi Sabaa Kabhi Naambar
Very Nice Shayari for Welcome of Lover
Advertisement

Yeh Jo Hijr Mein Deewar-o-Dar Ko Dekhte Hain,
Kabhi Sabaa Ko Kabhi Naambar Ko Dekhte Hain,
Woh Aaye Ghar Mein Humare Khuda Ki Kudrat Hai,
Kabhi Hum Unko Kabho Apne Ghar Ko Dekhte Hain.
Advertisement
यह जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं,
कभी सबा को कभी नामबर को देखते हैं,
वो आये घर में हमारे खुदा की कुदरत है,
कभी हम उनको कभी अपने घर को देखते हैं।