Bewafai Shayari, Achanak Bewafa Hona
Heart Touching Shayari about Bewafai in Two Lines
Kisi Ka Rooth Jana Aur Achanak Bewafa Hona,
Muhabbat Mein Yehi Lamha Qayamat Ki Nishani Hai.
किसी का रूठ जाना और अचानक बेवफा होना,
मोहब्बत में यही लम्हा क़यामत की निशानी है।

Uski Bewafai Pe Bhi Fida Hoti Hai Jaan Apni,
Agar Uss Mein Wafa Hoti To Kya Hota Khuda Jane.
उसकी बेवफाई पे भी फ़िदा होती है जान अपनी,
अगर उस में वफ़ा होती तो क्या होता खुदा जाने।
Mohabbat Se Bhari Koyi Ghazal Use Pasand Nahi,
Bewafai Ke Har Sher Pe Woh Daad Diya Karte Hain.
मोहब्बत से भरी कोई ग़ज़ल उसे पसंद नहीं,
बेवफाई के हर शेर पे वो दाद दिया करते हैं।
Bewafa Duniya Mein Kaun Saari Zindagi Sath Dega Tera,
Log Toh Dafna Kar Bhul Jate Hain Ke Qabr Kaun Si Thi.
बेवफा दुनिया में कौन सारी जिंदगी साथ देगा तेरा,
लोग तो दफना कर भूल जाते हैं कि कब्र कौन सी थी।
Jigar Ho Jayega Chhalni Aankhein Khoob Royengi,
BeWafa Logon Se Nibha Kar Ke Kuchh Nahi Milta.
जिगर हो जायेगा छलनी आँखें खूब रोयेंगीं,
बेवफा लोगों से निभा कर के कुछ नहीं मिलता।
Mila Ke Khaq Mein Dil Ko Woh Iss Andaaz Mein Bole,
Mitti Ka Khilona Tha Kahan Rakhne Ke Qabil Tha.
मिला के खाक में दिल को वो इस अंदाज़ में बोले,
मिट्टी का खिलौना था, कहाँ रखने के काबिल था।