Sirf Ek Hi Baat Seekhi Inn Husn Walon Se Humne,
Haseen Jis Ki Jitni Adaa Hai Woh Utna Hi Bewafa Hai.
सिर्फ एक ही बात सीखी इन हुस्न वालों से हमने,
हसीन जिसकी जितनी अदा है वो उतना ही बेवफा है।
Har Bhool Teri Maaf Ki Teri Har Khata Ko Bhula Diya,
Gam Hai Ki Mere Pyar Ka Tu Ne Bewafai Sila Diya.
हर भूल तेरी माफ़ की तेरी हर खता को भुला दिया,
गम है कि मेरे प्यार का तूने बेवफाई सिला दिया।
Usne Mahboob Hi Toh Badla Hai Phir Tajjub Kaisa,
Dua Kabool Na Ho Toh Log Khuda Tak Badal Dete Hain.
उसने महबूब ही तो बदला है फिर ताज्जुब कैसा,
दुआ कबूल ना हो तो लोग खुदा तक बदल लेते है।
Samet Kar Le Jao Apne Jhoothe Vaadon Ke Adhure Kisse,
Agli Mohabbat Mein Tumhein Phir Inki Zarurat Padegi.
समेट कर ले जाओ अपने झूठे वादों के अधूरे क़िस्से
अगली मोहब्बत में तुम्हें फिर इनकी ज़रूरत पड़ेगी।
Kuchh Alag Hi Karna Hai Toh Wafa Karo Dost,
Bewafai Toh Sabne Ki Hai Majboori Ke Naam Par.
कुछ अलग ही करना है तो वफ़ा करो दोस्त,
बेवफाई तो सबने की है मज़बूरी के नाम पर।
Bewafai Shayari, Kabhi BeWafa Na The
Bewafa Poetry, Woh Bewafai Karte Rahe