
Tere Rukhsaar Par Dhhale Hain Meri Shaam Ke Kisse,
Khamoshi Se Maangi Hui Mohabbat Ki Dua Ho Tum.
तेरे रुखसार पर ढले हैं मेरी शाम के किस्से,
खामोशी से माँगी हुई मोहब्बत की दुआ हो तुम।
Na Jaane Kis Tarah Ka Ishq Kar Rahe Hain Hum,
JisKe Ho Nahi Sakte Usi Ke Ho Rahe Hain Hum.
न जाने किस तरह का इश्क कर रहे हैं हम,
जिसके हो नहीं सकते उसी के हो रहे हैं हम।


