Rulane Wali Shayari

Shayari Rula Dete Hain Mere Apne

Best Rulane Wali Shayari in Hindi

Rul Dene Wali Shayari in Hindi

मौत मिलती है न जिंदगी मिलती है,
जिंदगी की राहों में बेबसी मिलती है,
रुला देते हैं मुझको क्यों मेरे ही अपने,
जब भी मुझे कोई खुशी मिलती है।

Maut Milti Hai Na Zindagi Milti Hai,
Zindagi Ki Raahon Mein Bebasi Milti Hai,
Rula Dete Hain Mujhko Kyon Mere Hi Apne,
Jab Bhi Mujhe Koi Khushi Milti Hai.

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Kismat Mein Likha Ho Rona

Heart Touching Rone Rulaane Ki Shayari

जिसकी किस्मत में लिखा हो रोना दोस्तो,
वो मुस्कुरा भी दे तो आँसू निकल आते हैं।
Jiski Kismat Mein Likha Ho Rona Dosto,
Wo Muskura Bhi De To Aansoo Nikal Aate Hain.

हमने मोहब्बत से सीखा है सबक,
जिसको रोना नहीं आता वो मोहब्बत कर ले।
Humne Mohabbat Se Seekha Hai Sabak,
Jisko Rona Nahin Aata Wo Mohabbat Kar Le.

खुद ही रोये और रोकर चुप हो गए,
कि आज कोई अपना होता तो रोने नहीं देता।
Khud Hi Roye Aur Rokar Chup Ho Gaye.
Ki Aaj Koi Apna Hota To Rone Nahin Deta.

Advertisement

Kabhi Muskura Ke Roye Shayari

Best Rulaane Wali Shayari in Hindi

Kabhi Ro Ke Muskuraye, Kabhi Muskura Ke Roye,
Uski Yaad Jab Bhi Aayi, Usey Bhula Ke Roye,
Ek Uska Hi Naam Tha, Jise Hajaar Bar Likha,
Likh-Likh Ke Khush Hue, Usey Mita-Mita Ke Roye.

कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
उसकी याद जब भी आई, उसे भुला के रोए,
एक उसका ही नाम था, जिसे हज़ार बार लिखा,
लिख-लिख के खुश हुए, उसे मिटा-मिटा के रोए।

Advertisement

Shayari Aaj Ro Pada Wo Bhi

Rula Dene Wali Shayari in Hindi & English

Aaj Ro Pada Wo Bhi Meri Bebasi Dekh Kar,
Barbaad Karne Ki Mujhe Jisne Qasam Khayi Thi.
आज रो पड़ा वो भी मेरी बेबसी देख कर,
बर्बाद करने की मुझे जिसने क़सम खायी थी।

आज रो पड़ा वो भी - रुला देने वाली शायरी

Har Sham Yeh Sawal Ki Mohabbat Se Kya Mila?
Har Sham Yeh Jawaab Ki Har Shaam Ro Pade.
हर शाम यह सवाल कि मोहब्बत से क्या मिला?
हर शाम यह जवाब कि हर शाम रो पड़े।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Uski Chahat Ne Rulaya Bahut

Hindi Rone-Rulaane Wali Shayari

Uski Chahat Ne Rulaya Bahut Hai,
Uski Yaadon Ne Tadpaya Bahut Hai,
Hum Uss Se Karte Hain Mohabbat BeIntehaa,
Iss Baat Ko Usne Aazmaya Bahut Hai.
उसकी चाहत ने रुलाया बहुत है,
उसकी यादों ने तड़पाया बहुत है,
हम उससे करते हैं मोहब्बत बेइन्तेहाँ,
इस बात को उसने आज़माया बहुत है।

[ Read More Shayaris ]