Sad Shayari, Lamhon Ki Daulat
Very Intresting Hindi Sad Shayari in Two Lines
Lamhon Ki Daulat Se Dono Hi Mahroom Rahe,
Mujhe Churana Na Aaya Tumhein Kamana Na Aaya.
लम्हों की दौलत से दोनों ही महरूम रहे,
मुझे चुराना न आया, तुम्हें कमाना न आया।
Na Jaane Iss Zid Ka Nateeja Kya Hoga,
Samjhata Dil Bhi Nahi Main Bhi Nahi Tum Bhi Nahi.
ना जाने इस ज़िद का नतीजा क्या होगा,
समझता दिल भी नहीं मैं भी नहीं और तुम भी नहीं।
Sirf Ek Mohabbat Ki Roshni Hi Baaki Hai,
Varna Jis Taraf Dekho Dur Tak Andhera Hai.
सिर्फ एक मोहब्बत की रौशनी ही बाकी है,
वरना जिस तरफ देखो दूर तक अँधेरा है।
Ab Kya Jawaab Dun Main Koi Mujhe Bataye,
Woh Mujhse Keh Rahe Hain Kyun Meri Aarzoo Ki.
अब क्या जवाब दूँ मैं कोई मुझे बताये,
वह मुझसे कह रहे हैं क्यों मेरी आरज़ू की।
Laga Kar Aag Seene Mein Chale Ho Tum Kahan,
Abhi Toh Raakh Udne Ka Tamasha Aur Hona Hai.
लगा कर आग सीने में चले हो तुम कहाँ,
अभी तो राख उड़ने दो तमाशा और होना है।