Shayari Akele To Hum Pehle Bhi The
Latest Akelapan Shayari in Hindi
Advertisement
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The,
Kyun Tanha Se Ho Gaye Hain Tere Jane Ke Baad.
अकेले तो हम पहले भी जी रहे थे,
क्यूँ तन्हा से हो गए हैं तेरे जाने के बाद।
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Bagair,
Jis Ke Hote Huye Hote The Zamane Mere.
आज एक और बरस बीत गया उस के बग़ैर,
जिस के होते हुए होते थे ज़माने मेरे।
Advertisement
Kisi Haalat Mein Bi Tanha Nahi Hone Deti,
Hai Yahi Ek Kharabi Meri Tanhai Ki.
किसी हालत में भी तन्हा नहीं होने देती,
है यही एक खराबी मेरी तन्हाई की।
Iss Se Pehle Ki Mujh Ko Sabr Aa Jaye,
Kitna Achha Ho Ki Laut Aao Tum.
इस से पहले कि मुझ को सब्र आ जाए,
कितना अच्छा हो कि लौट आओ तुम।