Tanhai Shayari, Chhod Jate Hain Tanha
Hindi Loneliness Shayari Status in Two Lines for Facebook and Whatsapp
Woh Har Baar Mujhe Chhod Ke Chale Jate Hain Tanha,
Main Mazboot Bahut Hoon Lekin Patthar Toh Nahi Hoon.
वो हर बार मुझे छोड़ के चले जाते हैं तन्हा,
मैं मज़बूत बहुत हूँ लेकिन कोई पत्थर तो नहीं हूँ।

Kuchh Kar Gujarne Ki Chaah Mein Kahan Kahan Se Gujre,
Akele Hi Najar Aaye Hum Jahan-Jahan Se Gujre.
कुछ कर गुजरने की चाह में कहाँ-कहाँ से गुजरे,
अकेले ही नजर आये हम जहाँ-जहाँ से गुजरे।
Mujhko Meri Tanhai Se Ab Shikayat Nahi Hai,
Main Patthar Hoon Mujhe Khud Se Bhi Shikayat Nahi Hai.
मुझको मेरी तन्हाई से अब शिकायत नहीं है,
मैं पत्थर हूँ मुझे खुद से भी मोहब्बत नहीं है।
Ek Tumhien The Jiske Dum Pe Chalti Thi Saanse Meri,
Laut Aao Ke Zindagi Se Ab Wafa Nibhayi Nahi Jati.
एक तुम्हीं थे जिसके दम पे चलती थी साँसें मेरी,
लौट आओ कि ज़िंदगी से वफ़ा निभाई नहीं जाती।
Yoon Toh Har Rang Ka Mausam Mujhse Waqif Hai Magar,
Raat Ki Tanhai Mujhe Kuchh Alag Hi Janti Hai.
यूँ तो हर रंग का मौसम मुझसे वाकिफ है मगर
रात की तन्हाई मुझे कुछ अलग ही जानती है।