Alone Shayari, Tanhayi Ke Mausam
Nice Poetry about Season of Lonelines
Advertisement
Kya Lajawab Tha Tera Chhorh Ke Jana,
Bhari Bhari Aabkhon Se Muskuraye The Hum,
Ab Toh Sirf Main Hun Aur Teri Yaadein Hain,
Gujar Rahein Hain Yun Hi Tanhayi Ke Mausam.
क्या लाजवाब था तेरा छोड़ के जाना,
भरी भरी आँखों से मुस्कुराये थे हम,
अब तो सिर्फ मैं हूँ और तेरी यादें हैं,
गुजर रहे हैं यूँ ही तन्हाई के मौसम।
Advertisement
Laut Aao Aur Milo Usi Tadap Se,
Ab Toh Mujhe Meri Wafaon Ka Sila De Do,
Dekhe Hain Bahut Isne Tanhayi Ke Mausam,
Ab Toh Mere Dil Ko Apne Dil Se Mila Do.
लौट आओ और मिलो उसी तड़प से,
अब तो मुझे मेरी वफाओं का सिला दे दो,
देखे हैं बहुत इसने तन्हाई के मौसम,
अब तो मेरे दिल को अपने दिल से मिला दो।