Uske Haatho Ka Khilona Hi Sahi Khush Hu Main,
Kuchh Der Ke Liye Hi Sahi Mujhe Chahta Toh Hai.
उसके हाथों का खिलौना ही सही खुश हूँ मैं,
कुछ देर के लिए ही सही मुझे चाहता तो है।
Udaasiyo Ki Wajah Toh Bahut Hain Zindagi Main,
Bewajah Khush Rehne Ka Majaa Hi Kuchh Aur Hai.
उदासियों कि वजह तो बहुत हैं ज़िंदगी में,
बेवजह खुश रहने का मजा ही कुछ और है।
