Woh Silsile Woh Shauk Woh Gurbat Na Rahi,
Fir Yun Hua Ke Dard Mein Shiddat Na Rahi,
Apni Zindgi Mein Ho Gaye Masroof Woh Itna,
Ki Hum Ko Yaad Karne Ki Fursat Na Rahi.
वो सिलसिले वो शौक वो ग़ुरबत न रही,
फिर यूँ हुआ के दर्द में शिद्दत न रही,
अपनी जिंदगी में हो गए मसरूफ वो इतना,
कि हम को याद करने की फुर्सत न रही।
Kisi Kali Ne Bhi Na Dekha Aankh Bhar Ke Mujhe,
Gujar Gayi Jaras-e-Gul Udaas Kar Ke Mujhe,
Main So Raha Tha Kisi Yaad Ke Shabistaan Mein,
Jaga Ke Chhod Gaye Kafile Sahar Ke Mujhe.
किसी कली ने भी देखा न आँख भर के मुझे,
गुजर गई जरस-ए-गुल उदास करके मुझे,
मैं सो रहा था किसी याद के शबिस्ताँ में,
जगा के छोड़ गए काफिले सहर के मुझे।
~ Nasir Kazmi
Yaad Shayari, Yaad Aaye Toh Be-Hisaab
Yaad Shayari, Yaadon Ki Keemat