Bewafai Shayari, Wafao Ke Kisse
Beautiful Two Line Bewafa Shayaris in Hindi
Advertisement
Woh Suna Rahe The Apni Wafao Ke Kisse,
Hum Par Najar Padi Toh Khamosh Ho Gaye.
वो सुना रहे थे अपनी वफाओ के किस्से,
हम पर नज़र पड़ी तो खामोश हो गए।
Chahte Hain Woh Har Roj Naya Chahne Wala,
Aye Khuda Mujhe Roj Ik Nayi Soorat De De.
चाहते हैं वो हर रोज़ नया चाहने वाला.
ऐ खुदा मुझे रोज़ इक नई सूरत दे दे।
Advertisement
Aakhir Tum Bhi Ayine Ki Tarah Hi Nikle,
Jo Bhi Saamne Aaya Tum Usi Ke Ho Gaye.
आख़िर तुम भी आइने की तरह ही निकले,
जो भी सामने आया तुम उसी के हो गए।
Hum Bewafa Hain Elaan Kiye Dete Hain,
Chal Tere Kaam Ko Aasaan Kiye Dete Hain.
हम बेवफा हैं ऐलान किये देते हैं,
चल तेरे काम को आसान किये देते हैं।