Bewafa Shayari, Uski Bewafai Maar Gayi
Sad Bewafai Shayaris in Hindi and English
कभी ग़म तो कभी तन्हाई मार गयी,
कभी याद आ कर उनकी जुदाई मार गयी,
बहुत टूट कर चाहा जिसको हमने,
आखिर में उनकी ही बेवफाई मार गयी।
Kabhi Gham Toh Kabhi Tanhai Maar Gayi,
Kabhi Yaad Aakar Unki Judai Maar Gayi,
Bahut Toot Kar Chaha Jisko Humne,
Aakhir Mein Uski Bewafai Maar Gayi.
अगर दुनिया में जीने की चाहत ना होती,
तो खुदा ने मोहब्बत बनाई ना होती,
इस तरह लोग मरने की आरज़ू ना करते,
अगर मोहब्बत में बेवफ़ाई ना होती।
Agar Duniya Mein Jeene Ki Chahat Na Hoti,
Toh Khuda Ne Mohabbat Banayi Na Hoti,
Iss Tarah Log Marne Ki Aazoo Na Karte,
Agar Mohabbat Mein Bewafai Na Hoti.
ये बेवफा वफा की कीमत क्या जाने,
है बेवफा गम-ऐ-मोहब्बत क्या जाने,
जिन्हें मिलता है हर मोड़ पर नया हमसफर,
वो भला प्यार की कीमत क्या जाने।
Yeh Bewafa Wafa Ki Keemat Kya Jaane,
Hai Bewafa Gham-e-Mohabbat Kya Jaane,
Jinhein Milta Hai Har Morh Par Naya Humsafar,
Woh Bhala Pyar Ki Keemat Kya Jaane.