Bewafa Shayari, Wafa Ke Badle Bewafai
Heart Touching Bewafai Shayari Lines on Faithlessness of Lover
Advertisement
Wafa Ke Badle Bewafai Na Diya Kar,
Meri Ummeed Thukra Kar Inkaar Na Kiya Kar,
Teri Mohabbat Mein Hum Sab Kuchh Gawa Baithe,
Jaan Chali Jayegi Yun Imtihaan Na Liya Kar.
वफा के बदले बेवफाई ना दिया कर,
मेरी उमीद ठुकरा कर इन्कार ना किया कर,
तेरी मौहब्बत में हम सब कुछ गवां बैठे,
जान चली जायेगी इम्तिहान ना लिया कर।
Advertisement
Aap Bewafa Honge Socha Hi Nahi Tha,
Aap Kabhi Khafa Honge Socha Hi Nahi Tha,
Jo Geet Likhe The Kabhi Pyaar Par Tere,
Wohi Geet Ruswa Honge Socha Hi Nahi Tha.
आप बेवफा होंगे सोचा ही नहीं था,
आप भी कभी खफा होंगे सोचा नहीं था,
जो गीत लिखे थे कभी प्यार पर तेरे,
वही गीत रुसवा होंगे सोचा ही नहीं था।