Jab Tak Apne Dil Mein Unka Gham Raha,
Hasraton Ka Raat Din Maatam Raha,
Hijr Mein Dil Ka Na Tha Saathi Koi,
Dard Uthh-Uthh Kar Shareeke-Gham Raha.
जब तक अपने दिल में उनका गम रहा,
हसरतों का रात दिन मातम रहा,
हिज्र में दिल का ना था साथी कोई,
दर्द उठ-उठ कर शरीके-गम रहा।
Woh Iss Tarah Muskura Rahe The,
Jaise Koi Gham Chhupa Rahe The,
Barish Mein Bheeg Ke Aaye The Milne,
Shayad Woh Aansoo Chhupa Rahe The.
वो इस तरह मुस्कुरा रहे थे,
जैसे कोई गम छुपा रहे थे,
बारिश में भीग के आये थे मिलने,
शायद वो आँसू छुपा रहे थे।
Soch Soch Kar Umr Kyun Kam Karun,
Woh Nahi Mila Toh Kyun Gam Karun,
Na Hua Na Sahi Deedar Unka,
KisLiye Bhala Aankhein Nam Karun.
सोच सोचकर उम्र क्यूँ कम करूँ,
वो नहीं मिला तो करूँ गम करूँ,
ना हुआ ना सही दीदार उनका,
किसलिए भला आँखें नम करूँ।
Gham Shayari, Meri Daastan-e-Gham
Gham Shayari, Tere Ishq Ka Gham