Apna Hi Gham Dekha Hai
Touching Hindi Quotes about Sorrow
Bas Apna Hi Gham Dekha Hai,
Tu Ne Kitana Kam Dekha Hai.
बस अपना ही ग़म देखा है,
तू ने कितना कम देखा है।

Koi Shiqwa, Na Gham, Na Koi Yaad,
Baithe Baithe Bas Aankh Bhar Aayi.
कोई शिकवा, न गम, न कोई याद,
बैठे बैठे बस आँख भर आई।
Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko,
Gham Se Humne Hayaat Paayi Hai.
गम दिये हैं हयात ने हम को,
गम ने हम से हयात पायी है।
Meri Kismat Mein Gham Agar Itna Tha,
Dil Bhi Ya-Rab Kayi Diye Hote.
मेरी क़िस्मत में ग़म अगर इतना था,
दिल भी या-रब कई दिए होते।
Uss Gali Mein Hajaar Gam Toota,
Aana Jaana Magar Nahin Chhoota.
उस गली में हजार ग़म टूटा,
आना जाना मगर नहीं छूटा।
Log Sar Fod Kar Bhi Dekh Chuke,
Gham Ki Deewar TootTi Hi Nahin.
लोग सर फोड़ कर भी देख चुके,
ग़म की दीवार टूटती ही नहीं।