Ab Bhi Karta Hoon Intezaar Shayari
Best Intezaar Shayari Status in Hindi
Maut Bakhshi Hai Jisne Uss Mohabbat Ki Kasam,
Ab Bhi Karta Hoon Intezaar Baithkar Mazaar Mein.
मौत बख्शी है जिसने उस मोहब्बत की कसम,
अब भी करता हूँ इंतज़ार बैठकर मजार में।

Raat Der Tak Teri Dehleez Par Baithi Rahin Aankhein,
Khud Na Aana Tha To Koi Khwaab Hi Bhej Diya Hota.
रात देर तक तेरी दहलीज पर बैठी रहीं आँखें,
खुद न आना था तो कोई ख्वाब ही भेज दिया होता।
Nahi Chhod Sakte Hum Doosron Ke Haath Mein Tumko,
Wapas Laut Aao Na Ki Hum Abhi Tak Tumhare Hain.
नहीं छोड़ सकते हम दूसरों के हाथ में तुमको,
वापस लौट आओ न कि हम अभी तक तुम्हारे हैं।
Unki Marji Ho Toh Baat Karte Hain Aur Ek Hum Hain,
Jo Har Waqt Unki Marji Ka Intezaar Karte Hain.
उनकी मर्जी हो तो बात करते है और एक हम हैं,
जो हर वक़्त उनकी मर्जी का ही इंतज़ार करते हैं।
Khatm Hone Ko Hai Dekho Ye Chiragon Ka Safar,
Ab To Aa Jao Ki Jalne Laga Hai Dil Mera.
ख़त्म होने को है देखो ये चिरागों का सफर,
अब तो आ जाओ कि जलने लगा है दिल मेरा।