Waiting Shayari, Ek Muddat Se Intezaar
Special Wait Shayari in Hindi for Someone Special
Advertisement
Ek Muddat Se Chiragon Ki Tarah Jalte Hain,
Inn Tarasti Hui Aankhon Ko Bujha De Koi.
एक मुद्दत से चिरागों की तरह जलते हैं,
इन तरसती हुई आँखों को बुझा दे कोई।

Advertisement
Loote Maze Usee Ne Tere Intazaar Ke,
Jo Had-e-Intazaar Se Aage Nikal Gaya.
लूटे मज़े उसी ने तेरे इंतज़ार के,
जो हद-ए-इंतज़ार से आगे निकल गया।