
जरूरी तो नहीं मोहब्बत लफ्जों में बयान हो,
क्या सच में मेरी आँखें तुम्हें कुछ नहीं कहती।
Zaroori To Nahi Mohabbat Lafzon Mein Bayaan Ho,
Kya Sach Mein Meri Aankhein Tumhain Kuchh Nahi Kehti.
बहुत ही खूबसूरत है तेरे एहसास की खुशबू,
जितना भी सोचते हैं उतना ही महक जाते हैं।
Bahut Hi KhoobSurat Hai Tere Ehsaas Ki Khushboo,
Jitna Bhi Sochte Hain Utna Hi Mahek Jaate Hain.
लगता है मेरा खुदा मेहरबान है मुझ पर,
मेरी दुनिया में तेरी मौजूदगी यूँ ही तो नहीं है।
Lagta Hai Mera Khuda Meharbaan Hai Mujh Par,
Meri Duniya Mein Teri Maujoodgi Yoon Hi To Nahin Hai.

