Sad Shayari, Zakhm Chahat Ke
Heart Touching Sad Hindi Shayari
Apni Aankho Ke Samandar Mein Utar Jaane De,
Tera Muzrim Hoon Mujhe Doob Ke Mar Jane De.
Aye Naye Dost Main Samjhunga Tujhe Bhi Apna,
Pehle Maazi Ka Koyi Zakhm Toh Bhar Jaane De.
Aag Duniya Ki Lagayi Huyi Bujh Jayegi Ek Din,
Koyi Aanshu Mere Daaman Par Bikhar Jaane De.
Zakhm Kitne Teri Chahat Mein Mile Hain Mujhko,
Sochta Hoon Ki Kahoon Tujhse Magar Jaane De.
अपनी आँखों के समंदर में उतर जाने दे,
तेरा मुजरिम हूँ मुझे डूब के मर जाने दे।
ऐ नए दोस्त मैं समझूँगा तुझे भी अपना,
पहले माज़ी का कोई ज़ख़्म तो भर जाने दे।
आग दुनिया की लगाई हुई बुझ जाएगी,
कोई आँसू मेरे दामन पर बिखर जाने दे।
ज़ख़्म कितने तेरी चाहत से मिले हैं मुझको,
सोचता हूँ कि कहूँ तुझसे मगर जाने दे।