Sad Shayari, Mohabbat Tanha Kar Jati Hai
Best Sad Shayari Line in Hindi
Iss Ishq Ki Parwah Mein,
Hum Akele Ho Gaye,
Sach Kehte Hain Log,
Mohabbat Tanha Kar Jati Hai.
इस इश्क की परवाह में,
हम तन्हा हो गये,
सही कहते थे लोग,
मोहब्बत तनहा कर जाती है।
Jise Bhi Dekha Rote Huye Paya Maine,
Mujhe To Ye Mohabbat,
Kisi Faqir Ki Bad-dua Lagti Hai.
जिसे भी देखा रोते हुए पाया मैंने,
मुझे तो ये मोहब्बत,
किसी फ़कीर की बद्दुआ लगती है।
Aql Kahti Hai Na Ja
Kucha-e-Qatil Ki Taraf,
Sarfaroshi Ki Hawas Kahti Hai
Chal Kya Hoga.
अक्ल कहती है ना जा
कूचा-ए-क़ातिल की तरफ,
सरफ़रोशी की हवस कहती है
चल क्या होगा।
Agar Hote Hain Itefaaq Toh
Kuchh Yoon Kyu Nahi Hota,
Woh Chale Uss Raah Pe
Jo Mujh Pe Khatam Ho.
अगर होते हैं इत्तेफ़ाक तो
कुछ यूँ क्यूँ नहीं होता,
वो चले उस राह पे
जो मुझ पे खत्म हो।