Alone Shayari, Kafilon Mein Akela
Short Alone Shayari in Hindi and English Font about Loneliness
Kya Karenge Mehfilon Mein Hum Bata,
Mera Dil Rehta Hai Kafilon Mein Akela.
क्या करेंगे महफिलों में हम बता,
मेरा दिल रहता है काफिलों में अकेला।
Tanhai Rahi Saath Ta-Zindagi Mere,
Shikwa Nahi Ke Koi Saath Na Raha.
तन्हाई रही साथ ता-जिंदगी मेरे,
शिकवा नहीं कि कोई साथ न रहा।
Dil Ko Aata Hai Jab Bhi Khayal Unka,
Tasvir Se Puchhte Hain Fir Haal Unka.
दिल को आता है जब भी ख्याल उनका,
तस्वीर से पूछते हैं फिर हाल उनका।
Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai,
Aaj Phir Aap Ki Kami Si Hai.
शाम से आँख में नमी सी है,
आज फिर आप की कमी सी है।
Ek Lehja Nahi Karaar Jee Ko,
Maut Aaye Bas Aisi Zindgi Ko.
एक लहजा नहीं करार जी को,
मौत आये बस ऐसी जिंदगी को।
Qaid Mein itna Zamana Ho Gaya,
Ab Qafas Bhi Aashiyana Ho Gaya.
कैद में इतना ज़माना हो गया,
अब कफस भी आशियाना हो गया।