Hindi Yaad Shayari in Two Lines
Bichhdi Hui Raahon Se Jo Gujre Hum Kabhi,
Har Mod Par Khoyi Huyi Ek Yaad Mili Hai.
बिछड़ी हुई राहों से जो गुजरे हम कभी,
हर मोड़ पर खोयी हुई एक याद मिली है।
Neend Ko Aaj Bhi Shiqwa Hai Meri Aankhon Se,
Maine Aane Na Diya Usko Teri Yaad Se Pahle.
नींद को आज भी शिकवा है मेरी आँखों से,
मैंने आने न दिया उसको तेरी याद से पहले।
Duniya Bhar Ki Yaadein Hum Se Milne Aati Hain,
Shaam Dhalte Hi Mere Mein Mela Lagta Hai.
दुनिया भर की यादें हम से मिलने आती हैं,
शाम ढलते ही मेरे घर में मेला लगता है।
[ Read More Shayaris ]