Shayad Tu Kabhi Pyasa Phir Meri Taraf Laut Aaye,
Aankhon Mein Liye Phirta Hoon Dariya Teri Khatir.
शायद तू कभी प्यासा फिर मेरी तरफ लौट आये,
आँखों में लिए फिरता हूँ दरिया तेरी खातिर।

Tapak Padte Hain Aansoo Jab Tumhari Yaad Aati Hai,
Yeh Woh Barsaat Hai Jis Ka Koi Mausam Nahi Hota.
टपक पड़ते हैं आँसू जब तुम्हारी याद आती है,
ये वो बरसात है जिसका कोई मौसम नहीं होता।


