
Bhar Aayi Meri Aankhein Jab Uska Naam Aaya,
Ishq Nakaam Sahi Phir Bhi Bahut Kaam Aaya,
Humne Mohabbat Mein Aisi Bhi Gujaari Kayi Raatein,
Jab Tak Aansu Na Bahe Dil Ko Aaram Na Aaya.
भर आई मेरी आँखे जब उसका नाम आया,
इश्क़ नाकाम सही फिर भी बहुत काम आया,
हमने मोहब्बत में ऐसी भी गुज़ारी कई रातें,
जब तक आँसू ना बहे दिल को आराम न आया।


