Bewafai Shayari, Bewafai Ka Mausam
Bewafai Status in Hindi about Faithless Lover
Advertisement

Bewafai Ka Mausam Bhi
Ab Yahan Aane Laga Hai,
Wo Fir Se Kisi Aur Ko
Dekhkar Muskurane Laga Hai.
बेवफायी का मौसम भी
अब यहाँ आने लगा है,
वो फिर से किसी और को
देख कर मुस्कुराने लगा है।
Advertisement
Meri Talaash Ka Zurm Hai
Ya Meri Wafa Ka Qasoor,
Jo Dil Ke Qareeb Aya
Wohi Bewafa Nikala.
मेरी तलाश का है जुर्म
या मेरी वफा का क़सूर,
जो दिल के करीब आया
वही बेवफा निकला।
Pahle Ishq Fir Dhokha
Fir Bewafai,
Badi Tarkeeb Se
Ek Shakhs Ne Tabaah Kiya.
पहले इश्क फिर धोखा
फिर बेवफ़ाई,
बड़ी तरकीब से
एक शख्स ने तबाह किया।