Dard Shayari

Advertisement

Dard Shayari, Raat Ka Dard

Touching Painful Shayari, Status and SMS

Dard Shayari, Raat Ka Dard

Tu Hai Sooraj Tujhe Maloom Kahan Raat Ka Dard,
Tu Kisi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam Ke Baad.
तू है सूरज तुझे मालूम कहाँ रात का दर्द,
तू किसी रोज मेरे घर में उतर शाम के बाद।

Tumne Wo Waqt Kahan Dekha Jo Gujarta Hi Nahin,
Dard Ki Raat Kise Kehte Hain Tum Kya Jaano.
तुमने वो वक्त कहाँ देखा जो गुजरता ही नहीं,
दर्द की रात किसे कहते हैं तुम क्या जानो।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Dard Shayari, Dard Se Jaan Nikal Do

True Shayaris Expressing Excessive Pain of a Lover

Dard Shayari, Dard Se Jaan Nikal Do

Aarzoo Nahi Ke Gham Ka Tufan Tal Jaye,
Fikr Toh Ye Hai Tera Dil Na Badal Jaye,
Bhulana Ho Agar Mujhko Toh Ek Ehsaan Karna,
Dard Itna Dena Ki Meri Jaan Nikal Jaye.
आरजू नहीं के ग़म का तूफान टल जाये,
फ़िक्र तो ये है तेरा दिल न बदल जाये,
भुलाना हो अगर मुझको तो एक एहसान करना,
दर्द इतना देना कि मेरी जान निकल जाये।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Dard Shayari, Dard Kise Batayein

Best Shayari, Status and Sms about Pain of Heart

Dard Shayari, Dard Kise Batayein

Dil Mein Jo Dard Hai Woh Dard Kise Batayein,
Hanste Huye Yeh Zakhm Kise Dikhayein,
Kehti Hai Yeh Duniya Humein KhushNashib,
Magar Iss Naseeb Ki Dastaan Kise Sunayein.
दिल में है जो दर्द वो दर्द किसे बताएं,
हंसते हुए ये ज़ख्म किसे दिखाएँ,
कहती है ये दुनिया हमे खुश नसीब,
मगर इस नसीब की दास्ताँ किसे बताएं।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Dard Shayari, Dard Dil Mein Rahe

Nice Hindi Poetry about Painful Sentiments in Heart

Iss Tarah Meri Taraf Mera Maseeha Dekhe,
Dard Dil Mein Hi Rahe Aur Davaa Ho Jaye.
इस तरह मेरी तरफ मेरा मसीहा देखे,
दर्द दिल में ही रहे और दवा हो जाए।

Zindgi Ko Mile Koyi Hunar Aisa Bhi,
Sab Mein Maujood Bhi Rahe Aur Fanaah Ho Jaye.
जिंदगी को मिले कोई हुनर ऐसा भी,
सबमे मौजूद भी हो और फना हो जाए।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Dard Shayari, Dard Ka Asar Aakhiri

Painful Shayari about Last Journey of Love

Dard Shayari, Dard Ka Asar Aakhiri

Mohabbat Ka Mere Safar Aakhiri Hai,
Yeh Kagaz Kalam Yeh Ghazal Aakhiri Hai,
Main Phir Na Milunga Kahi Dhoondh Lena,
Tere Dard Ka Ab Yeh Asar Aakhiri Hai.
मोहब्बत का मेरे सफर आख़िरी है,
ये कागज कलम ये गजल आख़िरी है,
मैं फिर ना मिलूँगा कहीं ढूंढ लेना,
तेरे दर्द का अब ये असर आख़िरी है।

[ Read More Shayaris ]