
Na Kiya Kar Apne Dard Ko
Shayari Mein Bayan Aye Dil,
Kuchh Log Toot Jate Hain,
Ise Apni Daastan SamajhKar.
ना किया कर अपने दर्द को
शायरी में बयान ऐ दिल,
कुछ लोग टूट जाते हैं
इसे अपनी दास्तान समझकर।
Four Line Dard Shayari in Hindi Font

Na Kiya Kar Apne Dard Ko
Shayari Mein Bayan Aye Dil,
Kuchh Log Toot Jate Hain,
Ise Apni Daastan SamajhKar.
ना किया कर अपने दर्द को
शायरी में बयान ऐ दिल,
कुछ लोग टूट जाते हैं
इसे अपनी दास्तान समझकर।
New Shayari on Pain and Tears in Love

Hum Ne Kab Manga Hai Tum Se
Apni Wafaon Ka Sila,
Bas Dard Dete Raha Karo
Mohabbat Badati Jayegi.
हम ने कब माँगा है तुम से
अपनी वफ़ाओं का सिला,
बस दर्द देते रहा करो
मोहब्बत बढ़ती जाएगी।
Shayari from a crying lover

Dard Hai Dil Mein Par Iska Ehsas Nahi Hota,
Rota Hai Dil Jab Woh Paas Nahi Hota,
Barbad Ho Gaye Hum Uske Pyar Mein,
Aur Woh Kehte Hain Iss Tarah Pyaar Nahi Hota.
दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता,
रोता है दिल जब वो पास नहीं होता,
बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में,
और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता।
Very Sad Painful Shayari in 2 Lines
Nafarat Karna To Humne Kabhi Seekha Hi Nahi,
Maine To Dard Ko Bhi Chaha Hai Apna Samajh Kar.
नफ़रत करना तो हमने कभी सीखा ही नहीं,
मैंने तो दर्द को भी चाहा है अपना समझ कर।
Meri Har Shayari Dil Ke Dard Ko Karegi Bayaan,
Tumhari Aankh Na Bhar Aaye Kahin Parhte Parhte.
मेरी हर शायरी दिल के दर्द को करेगी बयाँ,
तुम्हारी आँख ना भर आयें कहीं पढ़ते पढ़ते।
Hidden Pain of Innocent Lover in 2 Line Shayari

Zakhm De Kar Na Poochh Dard Ki Shiddat,
Dard To Fir Dard Hai Kam Kya Jyada Kya.
ज़ख्म दे कर ना पूछ तू मेरे दर्द की शिद्दत,
दर्द तो फिर दर्द है कम क्या ज्यादा क्या।
Log Kahte Hain Hum Muskrate Bahut Hain,
Aur Hum Thak Gaye Dard Chhupate Chhupate.
लोग कहते है हम मुस्कुराते बहुत है,
और हम थक गए दर्द छुपाते छुपाते।