Shayari Gham, Bikta Hai Gham

Best Gham Shayari in Four Lines

Advertisement

Bikta Hai Gham Hansi Ke Bazaar Mein,
Lakho Dard Chhupe Hote Hain Ek Chhote Se Inkaar Mein,
Wo Kya Samajh Payenge Pyar Ki Kashish Ko,
Jinhone Fark Hi Na Samjha Pasand Aur Pyar Mein.

बिकता है ग़म हँसी के बाजार में,
लाखों दर्द छुपे होते हैं एक छोटे से इंकार में,
वो क्या समझ पाएंगे प्यार की कशिश को,
जिन्होंने फर्क ही न समझा पसंद और प्यार में।

Advertisement

Shahar Ki Raat Aur Main Nashaad-o-Nakara Firoon,
Jagmagati Jagti Sadkon Pe Aawaara Firoon,
Ghair Ki Basti Hai Kab Tak Dar-Badar Mara Firoon,
Ai Gham-e-Dil Kya Karoon, Ai Wahshat-e-Dil Kya Karoon?

शहर की रात और मैं नाशाद-ओ-नाकारा फिरूं,
जगमगाती जागती सड़कों पे आवारा फिरूं,
ग़ैर की बस्ती है कब तक दर-ब-दर मारा फिरूं,
ऐ ग़म-ए-दिल क्या करूँ, ऐ वहशत-ए-दिल क्या करूँ?

Advertisement

Tootne Ka Kis Ko Gham Nahi Hota

Apna Hi Gham Dekha Hai

Comments