Gham Shayari, Tere Gham Ki Chhanv
Gham Shayari in Hindi for Girlfriend or Boyfriend
Sukoon Na De Sakin Rahatein Zamane Bhar Ki,
Jo Neend Aayi Tere Gham Ki Chhaon Mein Aayi.
सुकून न दे सकीं राहतें ज़माने भर की,
जो नींद आई तेरे ग़म की छाँव में आई।
Ab Toh Meri Aankh Mein Ek Ashq Bhi Nahi,
Pahle Ki Baat Aur Thi Gham Tha Naya Naya.
अब तो मेरी आँख में एक अश्क भी नहीं,
पहले की बात और थी ग़म था नया नया।
Rakhe Hain Dil Mein Humne Bade Ehatraam Se,
Jo Gham Diye Hain Tumne Mohabbat Ke Naam Se.
रखे हैं दिल में हमने बड़े एहतराम से,
जो ग़म दिए हैं तुमने मोहब्बत के नाम से।
Ai Zabt-e-Ishq Aur Na Le Imtehaan-e-Gham,
Main Ro Raha Hoon Naam Kisi Ka Liye Bagair.
ऐ ज़ब्त-ए-इश्क़ और ना ले इम्तिहान-ए-ग़म,
मैं रो रहा हूँ नाम किसी का लिये बगैर।
Mere Ghamkhwar Mere Dost Tujhe Kya Maloom,
Zindagi Maut Ke Manind Gujaari Maine.
मेरे ग़मख्वार मेरे दोस्त तुझे क्या मालूम,
जिन्दगी मौत के मानिन्द गुजारी मैंने।
Maaji Ki Yaad, Aaj Ka Gham, Kal Ki Uljhanein,
Sabko Milayie Meri Tasvir Ban Gayi.
माजी की याद, आज का ग़म, कल की उलझनें,
सबको मिलाइए मेरी तस्वीर बन गई।